Would you like to react to this message? Create an account in a few clicks or log in to continue.

+7
vintage
Ali husnain
Noor
nadeem akhtar
jimmy
sadar
SilverEye
11 posters

Page 7 of 11 Previous  1, 2, 3 ... 6, 7, 8, 9, 10, 11  Next

Go down

 - Page 7 Empty Re:

Post by SilverEye Mon Aug 04, 2008 8:31 pm

Aj kal Barishon ka Mosam hai So. . .

Ye barishen bhi tum c hain
jo baras gayen tou bahar hain
jo theher gayen tou qarar hain
kabhi agayen yunhi besabab
kabhi cha gayen yun hi roz-o-shab
kabhi shor hain
kabhi chup c hain
ya barishen bhi tum c hain
kise yad mein kise raat ko
aik dabi hui c rakh ko
kabhi yun hua kay bhuja dyaa
kabhi khud se khud ko jala dyaa
kahin boond boond mein gum c hain
ye barishen bhi tum c hain....
SilverEye
SilverEye
Chief Moderator
Chief Moderator

Number of posts : 622
Age : 36
City of Belonging : Heart Nagar
Course /Year : Dvm/2007-2012
Registration date : 2008-06-27

Back to top Go down

 - Page 7 Empty Re:

Post by SilverEye Tue Aug 05, 2008 11:02 pm

Meri galtion ko chuna kro,
Meri larzisho ko gina kro,
Ye Qadam qadam ki hadod kya?
Mere sath sath chala kro!
Main khule mizaj ka shaks hon,
Main takalufat se hun mavara,
Ye mehrbani k jo lfz hain,
Inhe tm na muj se kia karo;
Kahin tum na ho jao besakon!
Koi badua tumhen kha na le!
Ye jo khoye khoye se log hain...
Inhe dekh kr na hansa kro
Ye Dua hay Rabekarim se,
Teri tazgi ko khizan na ho,
Ye bahar tm se jala kre,
Sada muskurate rha kro...!!!
SilverEye
SilverEye
Chief Moderator
Chief Moderator

Number of posts : 622
Age : 36
City of Belonging : Heart Nagar
Course /Year : Dvm/2007-2012
Registration date : 2008-06-27

Back to top Go down

 - Page 7 Empty Re:

Post by sadar Wed Aug 06, 2008 1:36 am

me is se bhar k zabt ki misal kia deta
woh mjhe se lipat k roya kisi aur k lye...
sadar
sadar
Staff Member
Staff Member

Number of posts : 379
Age : 33
City of Belonging : lahore
Course /Year : fisheries and aquaculture 1st year
Registration date : 2008-07-08

Back to top Go down

 - Page 7 Empty Re:

Post by SilverEye Wed Aug 06, 2008 7:48 am

For sum0ne v speciaL!

Mera afsurda chehra is liye b zard rehta hai.
Muje apne ilawa b kisi ka dard rehta hai.
Un k damqadam se thee ye sab mosam ki rangeeni,
K un k bad sara saal mosam sard rehta hai.
Un k bad baqi aur to sab theek hai lekin,
Jahan ''DIL'' tha kbi pehle wahan ab ''DARD"rehta hai.
SilverEye
SilverEye
Chief Moderator
Chief Moderator

Number of posts : 622
Age : 36
City of Belonging : Heart Nagar
Course /Year : Dvm/2007-2012
Registration date : 2008-06-27

Back to top Go down

 - Page 7 Empty Again for My "Chand"

Post by SilverEye Wed Aug 06, 2008 8:01 am

Tumhe kaise btaon k tm mere kya ho!
Tum dharkno ka geet ho,jevan ka tm sangeet ho,
Tm zindagi,
Tm bandgi,
Tm roshni,
Tm tazgi,
Tm hr kushi,
Tm pyar ho,
Tm preet ho,
Mere mann ka meet ho,
Yadon mai tm,
Sanso mai tm,
Ankhon mai tm,
Neendon mai tm,
khamabon mai tm,
Tm ho meri hr bat mai,
Tm ho mere din raat mai,
Tm subah mai,
Tum sham mai,
Tum meri hr soch mai,
Mere liye pana b tm aur khona b tm,
Mera hansna b tm or rona b tm,
Kaise btaon main tmhe,
Tm bin mai kuch b nahi,
Ye jo tmhara roop hy,
zindagi ki dhop hy
Kuch zyada bol gea hun shayd,
Dil k bheed khol gea hun shayd,
Meri ik baat maan lo tm,
Thora or jaan lo tm,
Meri jan ho tm,
dil ka arman ho tm,
Tum meri taqdeer ho,
Marna ho jis k liye,
Tm wohi tasveer ho,
Tum hi sitara ho,
Tum hi sahara ho,
Mere liye rasta b tm,
Mere liye manzil b tm,
Mere liye sahil b tm aur sagar b tm,
Tm hi ko dehkta hon or tm ko sochta hon,
Tm hi meri pehchan ho, mera beyan ho,
Kaise btaon tm meri JAN ho,kaise btaon Main tmhe tm mere kya ho!
KAISE BTAON....
SilverEye
SilverEye
Chief Moderator
Chief Moderator

Number of posts : 622
Age : 36
City of Belonging : Heart Nagar
Course /Year : Dvm/2007-2012
Registration date : 2008-06-27

Back to top Go down

 - Page 7 Empty Re:

Post by jav Wed Aug 06, 2008 5:40 pm

zindagi meiN to sabhi pyaar kiya karte haiN

main to mar ke bhi meri jaan tuJhe chahoonga



tu mila hai to ehsaas hua hai muJhko

ye meri umR mohabbat ke liye thoDi hai

ik zara saagame daura ka bhi haq hai jispar

maine wo saaNs bhi tere liye rakh choDi hai

tuJhpe ho jaaoonga qurbaan tuJhe chaoonga

main to mar ke bhi meri jaan tuJhe chahoonga



apne jazbaat meiN nagmaat rachaane ke liye

maine dhaDkan ki tarah dil meiN basaya hai tuJhe

main tasavoor bhi judaai ka bhala kaise karooN

maine kimsat ki lakiroN se churaaya hai tuJhe

pyaar ka ban ke nigehbaan tuJhe chahoonga

main to mar ke bhi meri jaan tuJhe chahoonga

tere har chaap se jalte hain khayalon ke chiraag

jab bhi tu aaye , jagata huya jadoo aaye

tujhko choo loon to ae jaanetamanna mujhko

der tak apne badan se teri khusboo aaye

Tu bahaaron ka hain ulmaan tujhe chahoonga

main to mar ke bhi meri jaan tuJhe chahoonga


jav
jav
Senior Member

Number of posts : 75
Age : 39
City of Belonging : san jose
Course /Year : 2003
Registration date : 2008-07-29

Back to top Go down

 - Page 7 Empty Re:

Post by SilverEye Wed Aug 06, 2008 9:08 pm

Rukhsat hua to ye baat maan kr gaya
Jo us k pas tha wo mujhe daan kr gaya
Bichara kuch is ada se k rut he badal gae
Ik shakhs sare shehar ko veeran kr gya
Dilchasp waqia hai k kal ik aziz dost
Apne mafad pr mujhe qurban kr gya
Kitni sudhr gae hai judae me zindagi
Han wo jafa shakhs mujh pe ahsaan kr gya
Main bat bat pe kehta tha jis ko jaan
Wo shakhs akhir mujhe bejan kr gya
SilverEye
SilverEye
Chief Moderator
Chief Moderator

Number of posts : 622
Age : 36
City of Belonging : Heart Nagar
Course /Year : Dvm/2007-2012
Registration date : 2008-06-27

Back to top Go down

 - Page 7 Empty Re:

Post by SilverEye Wed Aug 06, 2008 9:10 pm

Main hoon tera khayal hai aur chand raat hai
Dil dard se nidhaal hai aur chand raat hai
Aankhoon mein chubh gayee teri yaadoon ki kirchiyaan
Kandhoon pe gham ki shaal hai aur chand raat hai
Dil tor ke khamosh nazaroon ko kiya mila
Shabnam ka ye sawaal hai aur chand raat hai
Phir titliyaan si urney lagi dasht-e-khuwaab mein
Phir khwahish-e-wisaal hai aur chand raat hai
Soochoon ye ke nehar par hai tera haath haath mein
Mausam bhi lazawaal hai aur chand raat hai
Har ek kali ne oorh liya maatmi libaas
Har phool purmulaal hai aur chand raat hai
Meri tu nass nass mein khushboo si bas gayee
Us par tera khayaal hai aur chand raat hai
Chalka sa parr raha hai "Wasi" wehshatoon ka rung
Har cheez pe zawaal hai aur chand raat hai
SilverEye
SilverEye
Chief Moderator
Chief Moderator

Number of posts : 622
Age : 36
City of Belonging : Heart Nagar
Course /Year : Dvm/2007-2012
Registration date : 2008-06-27

Back to top Go down

 - Page 7 Empty Re:

Post by SilverEye Wed Aug 06, 2008 9:11 pm

I like it so much

Ek bar kr k aaitabar
likh do,
kitna hy mujh say pyar
likh do,
kat'ti nahin ye zindagi
ab teray bin,
kitna or karun intizar
likh do,
Taras rahay hein
bari muddat say,
iss baar apni mohabat ka izhaar likh do,
Deewaanay ho jaaein
jisay parh k hum,
kuch aaisa tum
meray yaar likh do,
Ziyada nahin likh saktay
to matt likho tum,
Mohabbat bharay lafz
do chaar likh do,
Ek baar likho mohabat hai mujhay tum say,
Phir yehi jumla bar bar likh do.
SilverEye
SilverEye
Chief Moderator
Chief Moderator

Number of posts : 622
Age : 36
City of Belonging : Heart Nagar
Course /Year : Dvm/2007-2012
Registration date : 2008-06-27

Back to top Go down

 - Page 7 Empty Re:

Post by SilverEye Wed Aug 06, 2008 9:13 pm

Yahan koi Appriciate karne wala hi ni ;-(
Sub soye pare hain.
SilverEye
SilverEye
Chief Moderator
Chief Moderator

Number of posts : 622
Age : 36
City of Belonging : Heart Nagar
Course /Year : Dvm/2007-2012
Registration date : 2008-06-27

Back to top Go down

 - Page 7 Empty Re:

Post by sadar Thu Aug 07, 2008 1:26 am

mohabt na rhe to rha kuch b nhi krta
k taiz aandhion main bacha kuch b nhi krta
wo mjhe se hafa rehta hai aksar na jane q
me jis ko dekhte rehne k siwa kuch nhi krta..........
sadar
sadar
Staff Member
Staff Member

Number of posts : 379
Age : 33
City of Belonging : lahore
Course /Year : fisheries and aquaculture 1st year
Registration date : 2008-07-08

Back to top Go down

 - Page 7 Empty Re:

Post by SilverEye Fri Aug 08, 2008 8:11 pm

Boht tootay huay hain hum abhi dastak nhi dena,
Humari aankh hai purnam abhi dastak nhi dena,
Mere yaro abhi kuch din mere ahwaal mat poocho,
Abhi dil mai hai uska gham abhi dastak nhi dena, Shab-e-tanhai mai FAIZ 'trapna' hai boht mujhko,
Abhi hai Dard kuch madham abhi dastak nhi dena.
SilverEye
SilverEye
Chief Moderator
Chief Moderator

Number of posts : 622
Age : 36
City of Belonging : Heart Nagar
Course /Year : Dvm/2007-2012
Registration date : 2008-06-27

Back to top Go down

 - Page 7 Empty Re:

Post by sadar Sat Aug 09, 2008 6:07 am

KEHTE HAIN LOG TUJHE MASEEHA MGR YAHAN
IK SHAKHS MAR GYA HAI,TUJHE DEKHNE K BAD
sadar
sadar
Staff Member
Staff Member

Number of posts : 379
Age : 33
City of Belonging : lahore
Course /Year : fisheries and aquaculture 1st year
Registration date : 2008-07-08

Back to top Go down

 - Page 7 Empty Re:

Post by SilverEye Sun Aug 10, 2008 12:11 am

First Stanza for ...... Jis k liye hai wo smj jaye ga.
Jst kidding :-)


Sukun mil gaya aaj muje badnaam ho kar
tere har ek ilzaam pay yuN bezabaan ho kar
kya hua gar bulaya muje beizzat karne ke liye
khush hu main teri mehfil me mehman ho kar
log parh hi lenge mohabbat teri aankhoon me
chahe karle lakh inkar tu anjaan ho kar
ilzaam muj par lagakar khud roye ja raha hai
kya payega mera hamdard shar e aam ho kar
mil to gaya suboot muje teri mohabbat ka
ab afsos nahi tere ishq me nakam ho kar...
SilverEye
SilverEye
Chief Moderator
Chief Moderator

Number of posts : 622
Age : 36
City of Belonging : Heart Nagar
Course /Year : Dvm/2007-2012
Registration date : 2008-06-27

Back to top Go down

 - Page 7 Empty Re:

Post by Ali husnain Sun Aug 10, 2008 2:52 am

dil bardashta kiun hota hai zaibiiiiiiiiiiiiii
don't worry:)
Ali husnain
Ali husnain
Moderator
Moderator

Number of posts : 62
Age : 35
City of Belonging : peshawar
Course /Year : bs micro
Registration date : 2008-07-28

Back to top Go down

 - Page 7 Empty Re:

Post by SilverEye Mon Aug 11, 2008 10:49 am

*Aakhari Khawahish*

Mere Sathi!
Meri rooh mere jism se parwaz kar jaye,
To lot aana,
Meri be-khawab ratoon k azabon par,
Sisektey shehar mai tm bhi,
Zara si dair ko rukna,
Mere be-noor honton ki duaon per,
Tum apni sard paishani ka pathar rakh k ro daina,
Bus itni baat keh daina,
"Muje tm se muhabat hai"
SilverEye
SilverEye
Chief Moderator
Chief Moderator

Number of posts : 622
Age : 36
City of Belonging : Heart Nagar
Course /Year : Dvm/2007-2012
Registration date : 2008-06-27

Back to top Go down

 - Page 7 Empty Re:

Post by SilverEye Tue Aug 12, 2008 2:54 am

Hijar ka baab hogaye tm Bhi,
Kitne kamm-yaab hogaye tm Bhi,
Main na kehta tha waqt zalim hai,
Daikh lo Khawab hogaye tm Bhi.
SilverEye
SilverEye
Chief Moderator
Chief Moderator

Number of posts : 622
Age : 36
City of Belonging : Heart Nagar
Course /Year : Dvm/2007-2012
Registration date : 2008-06-27

Back to top Go down

 - Page 7 Empty Re:

Post by SilverEye Sat Aug 16, 2008 5:01 am

Iss baar tum ne bhi mere Aansu nahi puncche,
Iss baar phr guzra yunhi Barsat ka Mosam.
SilverEye
SilverEye
Chief Moderator
Chief Moderator

Number of posts : 622
Age : 36
City of Belonging : Heart Nagar
Course /Year : Dvm/2007-2012
Registration date : 2008-06-27

Back to top Go down

 - Page 7 Empty Re:

Post by SilverEye Sat Aug 16, 2008 5:07 am

Barishon K udaas Mosam main,
Khud ko daikhun to yaad aye koi.
Kaash ik baar yun bhi hojae,
Main Pukarun to lot aye koi.
SilverEye
SilverEye
Chief Moderator
Chief Moderator

Number of posts : 622
Age : 36
City of Belonging : Heart Nagar
Course /Year : Dvm/2007-2012
Registration date : 2008-06-27

Back to top Go down

 - Page 7 Empty Re:

Post by SilverEye Sat Aug 16, 2008 9:35 am

Merey Haathon ki Lakeeron Mein Yeh Aeib Chupa Hy
"MOHSIN"
Main Jis Shakhs ko Chhoo Loon Woh Mera Nahi Rehta...
SilverEye
SilverEye
Chief Moderator
Chief Moderator

Number of posts : 622
Age : 36
City of Belonging : Heart Nagar
Course /Year : Dvm/2007-2012
Registration date : 2008-06-27

Back to top Go down

 - Page 7 Empty Re:

Post by SilverEye Sat Aug 16, 2008 9:39 am

Tum Talauq Tornay Ka Kahin Zikar Na Karna Faraz
Mein Logon Say Keh Don Ga K Usay Fursat Nahi Milti
SilverEye
SilverEye
Chief Moderator
Chief Moderator

Number of posts : 622
Age : 36
City of Belonging : Heart Nagar
Course /Year : Dvm/2007-2012
Registration date : 2008-06-27

Back to top Go down

 - Page 7 Empty Re:

Post by SilverEye Sun Aug 17, 2008 12:23 am

MUJHE BAS ITNA KEHNA HAI

kabhi Main Yaad A00n T0

Kbhi Tanhai Ki Ratain

Tumhain Zyada Staein T0

Kabhi J0 D0st Sathi Bhi

Tum Se R00th Jaein T0

Kabhi Kuch Kehna Chah0

0r K0i Sun Na Paye T0

Apni Ankh0n K0 Band Karna

Mujhay Awaz De Lena

Meray Kandhay Pe Sar Rakh Kar

Tum Jitna Chah0 R0 Lena

Mujhay Bas Itna Kehna Hai...

Kabhi B Dukh Ya Khushy0n Main

Hamain Dil Se Pukaro Gay

Mujhay Tum Sath Pa0 Gay

Hamesha Sath Pao Gay

MUJHE BAS ITNA KEHNA HAI.
SilverEye
SilverEye
Chief Moderator
Chief Moderator

Number of posts : 622
Age : 36
City of Belonging : Heart Nagar
Course /Year : Dvm/2007-2012
Registration date : 2008-06-27

Back to top Go down

 - Page 7 Empty Re:

Post by SilverEye Sun Aug 17, 2008 12:24 am

Koi waqt purana yaad aaya,
Phr door suhana yaad aaya,
Or chupk se in deewaaron pe,
Kuch likh kr jana yaad aaya,
Tera milna neem ki chaaon mein,
Or sir rkh dena kandhe pr,
Mera ye khna koi dekh na le,
Tera wo ghbrana yaad aaya,
Aisa b to aksr hota tha,
Mein tujh ko chorne jata tha,
Barish ki bhigi raaton mein,
Tera hath hilana yaad aaya,
Wo wqt gya,
Beete lamhe,
Ab hr janib tnhaai ha,
Bs ek hi mnzar aankhon mein,
Tera choor k jana yaad aaya....
SilverEye
SilverEye
Chief Moderator
Chief Moderator

Number of posts : 622
Age : 36
City of Belonging : Heart Nagar
Course /Year : Dvm/2007-2012
Registration date : 2008-06-27

Back to top Go down

 - Page 7 Empty Re:

Post by SilverEye Sun Aug 17, 2008 12:26 am

Wo husn-e-mujassim kmaal uski aankhein,,
Sraapa-e-mohabbat jmaal uski aankhein,,
Main jb b koi swaal us se puchon,,
Mjhe roz deti hain taal uski aankhein,,
Jo bechein to dono jahan de k le lon,,
Wo chehra wo zulfein wo gaal uski aankhein
Agr koi puche k dunya me kya ha?
Zmana to de ga misal uski aankhen!
SilverEye
SilverEye
Chief Moderator
Chief Moderator

Number of posts : 622
Age : 36
City of Belonging : Heart Nagar
Course /Year : Dvm/2007-2012
Registration date : 2008-06-27

Back to top Go down

 - Page 7 Empty Re:

Post by SilverEye Mon Aug 18, 2008 3:40 am

For my 'Chaaand'

Kuch wadey,
Qasmain,
Yaadain thein.
Kuch qehqahe,
Or Faryadain thein.
Kuch aanso they jo bahaye they,
Kuch dhoke they jo khaye they.
Ab paas hamare kuch b nahi.
Bas!
Yaadon ki zanjirain hain,
Kuch rang uri tasvirain hain,
Kuch lafz miti tahrirain hain,
Ak dil jo deed ka pyasa hai
Bas ye hi mera "ASASA" hai...
SilverEye
SilverEye
Chief Moderator
Chief Moderator

Number of posts : 622
Age : 36
City of Belonging : Heart Nagar
Course /Year : Dvm/2007-2012
Registration date : 2008-06-27

Back to top Go down

 - Page 7 Empty Re:

Post by Sponsored content


Sponsored content


Back to top Go down

Page 7 of 11 Previous  1, 2, 3 ... 6, 7, 8, 9, 10, 11  Next

Back to top


 
Permissions in this forum:
You cannot reply to topics in this forum