Would you like to react to this message? Create an account in a few clicks or log in to continue.

+7
vintage
Ali husnain
Noor
nadeem akhtar
jimmy
sadar
SilverEye
11 posters

Page 9 of 11 Previous  1, 2, 3 ... 8, 9, 10, 11  Next

Go down

 - Page 9 Empty zabardast

Post by sadar Mon Sep 01, 2008 7:18 am

Zuhaib wrote:A beautiful poem by Wasi Shah

Aankhon se meri iss liye lali nhi jati,
Yadon se koi raat jo khali nhi jati.
Ab Umar na wo rastey na wo M0sam k wo paltey,
Is dil ki magr khaam kheyali nhi jati.
Hamrah tere jo phool khilati thi dil mai,
Ab sham wohi dard se khali nhi jati.
Koi aa k mere ye dukh dard sanbhale,
Hmse to ye Jageer sanbhali nhi jati.
Mange Tu agr jan b,to hans k tje dy dain,
Teri to koi bat b taali nhi jati.
Hum jaan se jaenge tbi bat bne gi,
Tm se to koi rah nikali nhi jati.

ye gaei bhi hui hai kisi ne bht achi hai.
sadar
sadar
Staff Member
Staff Member

Number of posts : 379
Age : 33
City of Belonging : lahore
Course /Year : fisheries and aquaculture 1st year
Registration date : 2008-07-08

Back to top Go down

 - Page 9 Empty Re:

Post by SilverEye Mon Sep 01, 2008 11:19 am

Ser pe saya sa Dast-e-Dua yad hai,
Apne Aangen mai aik pairr tha yad hai.
Jis mai apni parindon se tashbih thi,
Tm ko school ki wo dua yad hai.
Aisa lagta har imtehan k liye,
Zindgi ko hmara pata yad hai.
Mai-kadey mai Azan sun k roya boht,
Iss sharabi ko dil se khuda yad hai.
SilverEye
SilverEye
Chief Moderator
Chief Moderator

Number of posts : 622
Age : 36
City of Belonging : Heart Nagar
Course /Year : Dvm/2007-2012
Registration date : 2008-06-27

Back to top Go down

 - Page 9 Empty whi RAB hai

Post by sadar Mon Sep 01, 2008 11:22 pm

dua k waqt jo aankhon main aansun bn k ata hai
dukhon main jo kareena sabar ki chup ka sikhata hai
nazar ata nhi
phr b nzr hr simat ata hai
whi Rab hai
whi jo shah-e-dil pr dard k phal plool lata hai
jo banjar kheton main ishaq ki faslen ugata hai
hr ik rasta usi se hai
usi ki simt jata hai
jo duniya ki kashish insan ki mati main rkh kr
zeesat ka muarf bnata hai
jo na-ahlon , gunahgaron pr b rehmat lutata hai
hazaron bar bhtken
phr b ungli tham kr raste pe lata hai
whi Rab hai
whi toote dilon ko jor kr merham lgata hai
siyahi se bhri fard-amal pr b karam ka hath rkhta hai
tou
sb kuch mit'ta chala jata hai
uthenik qadam Us ki tarf
tou das qadam khud chal kr ata hai
whi Rab hai.............
sadar
sadar
Staff Member
Staff Member

Number of posts : 379
Age : 33
City of Belonging : lahore
Course /Year : fisheries and aquaculture 1st year
Registration date : 2008-07-08

Back to top Go down

 - Page 9 Empty Re:

Post by SilverEye Tue Sep 02, 2008 10:14 am

For All those Peoplz jin se Main boht attach hun. Mgr wo ab mere sath ni hain. I miss u All. . .

KAASH!
Hum tum b ajnbi hote,
Jis trha or log hote hain,
Be-ta'ruf se la ta'luq se,
Kash hm tm b ajnbi hote,
Na tsadum na bndishein hotein,
Dil mein chaht na khwahishein hotein,
Na wfaon k silsily hoty,
Na mohabt k fasly hoty,
Yun na hoti shikayatein tm se
Yun na milti azyatein tm sy,
Be qrari na bekali hoti,
Yun shiksta na zindagi hoti,
Chor hota na aena dil ka,
Koi lmha na hota mushkil ka,
HuM na milte teri nigahon se,
Yun na do-chaar hote aahon se,
Kr k tujh se wfa mila kya hai,
Tu ne gham k siwa dya kya hai,
Mujhko lmhon ki ashnaee ne,
Mar dala teri judae ne,
Ho gae aaj khud se begane,
Kya ho anjam ab khuda jane,
Haan hm se hue ye nadani,
HuM ne surat na teri pehchani,
KAASH!
HUM TM B AJNABI HOTE!!
SilverEye
SilverEye
Chief Moderator
Chief Moderator

Number of posts : 622
Age : 36
City of Belonging : Heart Nagar
Course /Year : Dvm/2007-2012
Registration date : 2008-06-27

Back to top Go down

 - Page 9 Empty Re:

Post by sadar Wed Sep 03, 2008 1:34 am

yahan pe kuch b hasb-e-aarzu na mila,
kisi ko hum na miley,kisi ko tun na mila.......
sadar
sadar
Staff Member
Staff Member

Number of posts : 379
Age : 33
City of Belonging : lahore
Course /Year : fisheries and aquaculture 1st year
Registration date : 2008-07-08

Back to top Go down

 - Page 9 Empty Re:

Post by SilverEye Wed Sep 03, 2008 10:38 am

Hope u like this 1.

Mujhe yaad koi dua nhi,
Mere humsfar abi soch le,
Tu meri jabeen pe likha nhi,
Mere humsfar abi soch le,
Abhi rasta b hai dhool mein,
Abhi faiyda b hai bhool mein,
Abi mujh ko tujh se gila nhi,
Mere humsfar abi soch le,
Main janam janam se naraz hun,
Main janam janam se udas hun,
Mai kabhi bi khul k hansa nhi,
Mere humsfar abi soch le,
Tu hai khawb khawb pukarta,
Meeri ankh mein nahi ashk b,
Main muddaton se jia nhi,
Mere humsfar abi soch le,
Tujhe khushbo'un ki hai arzu,
Tujhe roshni ki hai justu,
Mai hawa nhi diya nhi,
Mere humsfar abi soch le,
Tujhe anso'un ka pta nhi,
Tujhe rat'jagon ka guman nhi,
Tujhe is se agay pta nhi,
Mere humsfar abi soch le,
Kahein choot skta hai darmiyan,
Zameen milay gi na asmaan,
Tujhe raste ka pta nhi,
Mere humsfar abi soch le,
Mujhe doondta hi phiray ga tu,
Na jeeay ga roz maray ga tu
Main kabhi bi ghar pe mila nhi,
Mere humsfar abi soch le,
Kaho lautna hai kisay yahan,
Mere dard sun mere meharban,
Mere pass waqat zara nhi,
Mere humsfar abi soch le,
SilverEye
SilverEye
Chief Moderator
Chief Moderator

Number of posts : 622
Age : 36
City of Belonging : Heart Nagar
Course /Year : Dvm/2007-2012
Registration date : 2008-06-27

Back to top Go down

 - Page 9 Empty Re:

Post by sadar Thu Sep 04, 2008 3:01 am

g bilkul
hum sb ko ye bht pasand i.......
sadar
sadar
Staff Member
Staff Member

Number of posts : 379
Age : 33
City of Belonging : lahore
Course /Year : fisheries and aquaculture 1st year
Registration date : 2008-07-08

Back to top Go down

 - Page 9 Empty Re:

Post by SilverEye Thu Sep 04, 2008 3:44 am

Shukar hai tmhe b kuch pasand aya
SilverEye
SilverEye
Chief Moderator
Chief Moderator

Number of posts : 622
Age : 36
City of Belonging : Heart Nagar
Course /Year : Dvm/2007-2012
Registration date : 2008-06-27

Back to top Go down

 - Page 9 Empty Re:

Post by SilverEye Thu Sep 04, 2008 3:45 am

Mujhay be-khudi ki hai aarzo,
Mujhay qurbaton ka khumaar de,
Mere ang ang main yun utar,
Mujh main khud ko utaar de,
Tu jo pour pour main hai bus gaya,
Tu hai dorioun ka jawaaz kia,
Meri zindagi meray pass aa,
Meri be-kali ko sanwaar de,
Meri zindagi par moheet hain,
Wohi wehshatain wohi doriyan,
Main khizan raseda shaam hon,
Mujhay apnay rukh ki bahaar de,
Meri bebasi hai baja magar,
Meray shouq ka bhe hisaab kar,
Main siyah naseeb hon jo agar,
Tu mera naseeb sanwaar de,
Hai nazar nazar main teri justajo,
Tu meri wafa ki hai aabro,
Kabhi u bhe ho meray robaro,
Mujhay jaan se he guzaar de,
Mujhay es tarha se tu yaad aa,
Teri yaad ka guman na ho
Tu meray khayaal main yun sama,
Mera harf harf nikhaar de...
SilverEye
SilverEye
Chief Moderator
Chief Moderator

Number of posts : 622
Age : 36
City of Belonging : Heart Nagar
Course /Year : Dvm/2007-2012
Registration date : 2008-06-27

Back to top Go down

 - Page 9 Empty Re:

Post by sadar Fri Sep 05, 2008 10:35 am

taiz barish main kbhi sard hawaon main rha,
ik tera zikar he faqat meri sadaon main rha
kitney logon se mere gehrey mirasam the mgr,
tera chehra he faqat meri nigahon main rha.......
sadar
sadar
Staff Member
Staff Member

Number of posts : 379
Age : 33
City of Belonging : lahore
Course /Year : fisheries and aquaculture 1st year
Registration date : 2008-07-08

Back to top Go down

 - Page 9 Empty Re:

Post by SilverEye Fri Sep 05, 2008 10:26 pm

Na Woh Farishta Ho Na Farishtey Jaisa Ho
Mujhay Talash Hay Us Ke Jo Meray Jaisa Ho
Mare Khaloos Ko Pehchanta Ho Bas Kafi Hay
Woh Koi Bhi Ho Kahin Bhi Ho Kaisa Bhi Ho
Jo Khuwab Denay Ko QaDir Ho Meri Aankhon Ko
Meri Muhabbat Ko Pehchan Sakay Woh Aisa Ho
Agar Kabhi Rooth Jaoon May Us Say To
Muskra K Manaye Woh Aisa Ho
Jo Baat Karey To Woh Nibha Bhi Sake
Iradon Mein Woh Apne Chahtaoon Jaisa Ho
Dukhon Mein Hansney Ka Hunar Janta Ho
Ik Aisa HumSafar Jo Samander Ki Tarha Gehrah Ho
Us K Pyar Ki Thandak Ho Mare Liyae Aisi
K Woh To Bilkul Aasman K Chand Jaisa Ho
Woh Sirf Mera Ho Jo Nighaon Main Haya Rakhta Ho
Umar Bhar Sath Chale Woh Aisa Ho
SilverEye
SilverEye
Chief Moderator
Chief Moderator

Number of posts : 622
Age : 36
City of Belonging : Heart Nagar
Course /Year : Dvm/2007-2012
Registration date : 2008-06-27

Back to top Go down

 - Page 9 Empty Re:

Post by sadar Mon Sep 08, 2008 12:49 am

zindagi nazar krna prti hai,
ik lamha gar churana ho...........
sadar
sadar
Staff Member
Staff Member

Number of posts : 379
Age : 33
City of Belonging : lahore
Course /Year : fisheries and aquaculture 1st year
Registration date : 2008-07-08

Back to top Go down

 - Page 9 Empty Re:

Post by SilverEye Mon Sep 08, 2008 10:37 am

Sham-E-Fursat Ki Phir Sehar Na Hui
Do Ghari Chain Say Basar Na Hui
Dil Mein Jab Say Basa Liya Tuj ko
Muj Ko Dunya Ki Kuch Khabar Na Hui
Naam Likh Kar Tera Mitati Rahi
BeySabab Meri Aankh Tar Na Hui
Jal Bujhey Aarzo-E-Dil K Chiraag
Raat Bhar Roshni Magar Na Hui
Rah-E-Manzil Ki Sakhtiyaa Tauba
Zindagi Meri Mo'atbar Na Hui
Rothna Us Ka Qehar Tha"Sara"
Phir Mulaqaat Umer Bhar Na Hui
SilverEye
SilverEye
Chief Moderator
Chief Moderator

Number of posts : 622
Age : 36
City of Belonging : Heart Nagar
Course /Year : Dvm/2007-2012
Registration date : 2008-06-27

Back to top Go down

 - Page 9 Empty Re:

Post by SilverEye Tue Sep 09, 2008 12:54 am

Kia kia baaten woh apni tehreer main likhti hai
Ek nayi takdeer meri takdeer main likhti hai
Woh aisi hamdard ke apne pyar ke saaray lafz
Mere haathon ki lakeer main likhti hai
Koi raaz chupana shayad pasand nahi usay
Woh apna har khawab khuli tabeer main likhti hai
Main us ka ek man-chaha qaidi hoon isi liye
Naam mera woh zulfon ki zanjeer main likhti hai
Bol uthay ek ek taassur us ke chehre se
Saari kahani woh apni tasveer main likhti hai
Khoob chehakti hai woh khat ke pehle hissay main
Lekin dil ki sachi baat aakhir main likhti hai
Jis khoobi se pehchana jaye koi shakhs
Qudrat woh khoobi us ke khoon-e-khameer main likhti hai
SilverEye
SilverEye
Chief Moderator
Chief Moderator

Number of posts : 622
Age : 36
City of Belonging : Heart Nagar
Course /Year : Dvm/2007-2012
Registration date : 2008-06-27

Back to top Go down

 - Page 9 Empty Re:

Post by sadar Tue Sep 09, 2008 6:53 am

kehne ko mera us se koi wasta nhi,
lakin wo shakhs AMJAD mjhe bhoolta nhi.......
sadar
sadar
Staff Member
Staff Member

Number of posts : 379
Age : 33
City of Belonging : lahore
Course /Year : fisheries and aquaculture 1st year
Registration date : 2008-07-08

Back to top Go down

 - Page 9 Empty Re:

Post by Ali husnain Tue Sep 09, 2008 9:46 am

tum ne apna samjh kar kabhi baat tou ke hote,
ham apney se bhi ziyada terey apne they...
Ali husnain
Ali husnain
Moderator
Moderator

Number of posts : 62
Age : 35
City of Belonging : peshawar
Course /Year : bs micro
Registration date : 2008-07-28

Back to top Go down

 - Page 9 Empty Re:

Post by SilverEye Tue Sep 09, 2008 11:03 am

Us ne phir mera haal poocha ha?
Kitna mushkil swaal poocha ha?
Hichkiyon ka ajeeb lehja tha
Baat ko taal taal poocha ha..
Tum mjhy chor to na jao gy
waasty daal daal poocha ha..
Aansuoon ki zuban main us ne
Jitna pucha kmaal poocha
ha..
Kia kbi mill skein gy hum dono ?
Mjh se mera khayal poocha
ha..
Din guzarta ha kis tarha mera..
Or guzarta ha kaise saal poocha ha...?
SilverEye
SilverEye
Chief Moderator
Chief Moderator

Number of posts : 622
Age : 36
City of Belonging : Heart Nagar
Course /Year : Dvm/2007-2012
Registration date : 2008-06-27

Back to top Go down

 - Page 9 Empty Re:

Post by SilverEye Wed Sep 10, 2008 8:02 am

Dua
Koi zabt de na jalal de,
Mjhe sirf itna kamal de,
Main hr ek ki sada banon
k zamana meri misal de,
Teri rehmaton ka nazool ho,
Meri mehnaton ko sila mile,
Mjhe maal o zar ki hawas na ho,
Mjhe bus tu rizq e halal de,
Mere zehen me teri fikar ho,
Meri sans me tera zikr ho,
Tera khouf meri nijaat ho,
Sbhi khouf dil se nikal de,
Teri bargahA me Ay KHUDA meri roz o shab ha yehi DUA,
Tu Raheem ha tu kareem ha
tu sbi balaaon ko taal de.

(AMEEN)
SilverEye
SilverEye
Chief Moderator
Chief Moderator

Number of posts : 622
Age : 36
City of Belonging : Heart Nagar
Course /Year : Dvm/2007-2012
Registration date : 2008-06-27

Back to top Go down

 - Page 9 Empty Re:

Post by sadar Thu Sep 11, 2008 2:50 am

AMEEN
sadar
sadar
Staff Member
Staff Member

Number of posts : 379
Age : 33
City of Belonging : lahore
Course /Year : fisheries and aquaculture 1st year
Registration date : 2008-07-08

Back to top Go down

 - Page 9 Empty Re:

Post by sadar Fri Sep 12, 2008 8:43 am

sari hakeekaton ko khawab kr k,
umar bhar ki khushiyan sarab kr k
badal gya hai wo chahton se MOHSIN
meri aadaton ko kharab kr k.......
sadar
sadar
Staff Member
Staff Member

Number of posts : 379
Age : 33
City of Belonging : lahore
Course /Year : fisheries and aquaculture 1st year
Registration date : 2008-07-08

Back to top Go down

 - Page 9 Empty Re:

Post by SilverEye Fri Sep 12, 2008 8:53 am

Nice
SilverEye
SilverEye
Chief Moderator
Chief Moderator

Number of posts : 622
Age : 36
City of Belonging : Heart Nagar
Course /Year : Dvm/2007-2012
Registration date : 2008-06-27

Back to top Go down

 - Page 9 Empty Re:

Post by sadar Fri Sep 12, 2008 11:01 am

us ko jana he tha to koi zahm de kar jata
isi bahanay mai us ko yad to kia karta

MOHSIN NAQWI
sadar
sadar
Staff Member
Staff Member

Number of posts : 379
Age : 33
City of Belonging : lahore
Course /Year : fisheries and aquaculture 1st year
Registration date : 2008-07-08

Back to top Go down

 - Page 9 Empty Re:

Post by sadar Fri Sep 12, 2008 11:06 am

KITNA ASAN THA TERE HIJR MA MRNA JANA
PHIR B IK UMAR LGI HMAIN JAN SE JATAY JATAY

AHMAD FARAZ
sadar
sadar
Staff Member
Staff Member

Number of posts : 379
Age : 33
City of Belonging : lahore
Course /Year : fisheries and aquaculture 1st year
Registration date : 2008-07-08

Back to top Go down

 - Page 9 Empty Re:

Post by SilverEye Fri Sep 12, 2008 10:22 pm

Sulagti Chandni raatein hmein wapis ata krdo,
Adhoori woh mulaqatein hmein wapis Ata krdo!
Khyal 0 khwab main pehron Visal e yaar ki masti,
Wafoor e Shouq ki baatein hmein wapis Ata krdo!
Khafa hona, bigarna Roothna phir bhi tarrap utthna,
Muhabat ki woh Soghatein hmein wapis Ata krdo!
Har ek mousam ki Chokhatt pr tmhari Ahatein Sun,na...
Woh Jalte din.. woh Num
Raatein hmein wapis Ata krdo...!!
SilverEye
SilverEye
Chief Moderator
Chief Moderator

Number of posts : 622
Age : 36
City of Belonging : Heart Nagar
Course /Year : Dvm/2007-2012
Registration date : 2008-06-27

Back to top Go down

 - Page 9 Empty Re:

Post by sadar Fri Sep 12, 2008 11:28 pm

just tell us
kon hai?
hum sb us se bat kren ge k silvereye ko sb wapis kr do
kia wo goldeneye hai????????
sadar
sadar
Staff Member
Staff Member

Number of posts : 379
Age : 33
City of Belonging : lahore
Course /Year : fisheries and aquaculture 1st year
Registration date : 2008-07-08

Back to top Go down

 - Page 9 Empty Re:

Post by Sponsored content


Sponsored content


Back to top Go down

Page 9 of 11 Previous  1, 2, 3 ... 8, 9, 10, 11  Next

Back to top


 
Permissions in this forum:
You cannot reply to topics in this forum